Garvwati  Aur Dudh Pilane Wali Mahila Ke Roze ka Huqam 



Garvwati  Aur Dudh Pilane Wali Mahila Ke Roze ka Huqam 

Bhi Musafir ki Tarah hai , jaisa ki Aans Bin Malik Kaab raziAllah kahte hai ki



Rasul  Sallāllāhu Alayhi Wa Sallam ne farmaya ki ALLAH RABBE KARIM ne musafir 

Aur Garvwati Aur dudh Pilane wali Mahila Se Roza Aur Aadih Namaz MAAF  kar diya hai ,

NOTE , baad me Chute huye ROZE bharna Zaruri hai ,

IBNE MAZA [ 1667 ] Tirmizi [ 715 ]

Post ko share kare ,  Taki dusre ko bhi masail ka pata chale ,