Hazrat Ayesha Razi Allah tala anhu se riwayat hai , unhone ne bayan kiya ki kuraish zamane zahiliaat me Aasoora ke roza rakhte the ,fir Rasool . صَلَّى ٱللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ‎ ne roza rakhne ka huqum diya Yaha Tak Ki jab Ramzan Ke Roze Farz Kiye Gaye , To Rasool . صَلَّى ٱللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ‎ Ne Farmaya Ki Jo Chahe Rakhe Jo Chahe Na Rakhe ,,


 musaddad, ismaeel, ayoob, nafee ibne umar 
khte hai ki Rasool ﷺ ne aashoora ka Roza rakhaa Aur hame bhi roza rakhne ka huqum diyaa jab ramazaan ke maheene mein Roza Farz ho gaya, to use chhod diya gaya aur abdulla us din roza nahin rakhte, mAgar jab unke roze ka din aajata to rakh lete jis din unko roze rakhne ki aadat hoti ,

saahih al-bukhaaree
hadees sankhya: 1892


Acchi Baate Share Karna Sadka Hai ,Post Ko Dusro Tak Share Kare Islam Khud Shikhe Aur Dusre Ko Bhi Shikhyee ,,