NAMAZ QAZA KARNE KA ANZAM
Nabi Karim Sallāllāhu Alayhi Wa Sallam Se ne farmaya ki jo aadmi namaz ko qaza karde [ yani ] baad me padeh fir bhi apne waqat par na padhne ke wajah se ek [ haqab ] jahnnam me jalega,
NOTE [ aur haqab ki miqdar 80 saal ki hoti hai ,aur ek saal 360 din ka hota hai ,aur qayamat ka ek din 1 hazar saal ke barabr hoga , is hisab se ek haqab ki miqdar [ kul ] 2 karod 80 laakh bars hoga ,
Share Kare Achi Baatein Dusre Tak Pahuchana Sadka Hai
0 Comments