۞Subah Shaam Ka Zikar Azkar۞
۞Subah Shaam۞
۞اللّهُـمَّ بِكَ أَصْـبَحْنا وَبِكَ أَمْسَـينا
، وَبِكَ نَحْـيا وَبِكَ نَمُـوتُ وَإِلَـيْكَ المَصِيْ۞
۞اللّهُـمَّ بِكَ أَصْـبَحْنا وَبِكَ أَمْسَـينا
، وَبِكَ نَحْـيا وَبِكَ نَمُـوتُ وَإِلَـيْكَ المَصِيْ۞
۞Subah &Sham ۞
۞بِسْمِ اللَّهِ الَّذِي لَا يَضُرُّ مَعَ اسْمِهِ شَيْءٌ فِي
الْأَرْضِ وَلَا فِي السَّمَاءِ وَهُوَ السَّمِيعُ الْعَلِيم ۞
۞Jis ne Subah Ke Waqt Ye dua padhi to usne us din ka shukr adaa Kar diya۞
Ibn Abbas Radi Allahu anhuma se rivayat hai ki sallallahu alaihi wasallam nd
farmaye Jis ne Subah ke Waqt Ye dua padhi to usne us din ka shukr adaa Kar diya
اللَّهُمَّ مَا أَصْبَحَ بِي مِنْ نِعْمَةٍ ، أَوْ بِأَحَدٍ مِنْ خَلْقِكَ ، فَمِنْكَ وَحْدَكَ لا شَرِيكَ لَكَ ، فَلَكَ الْحَمْدُ وَلَكَ الشُّكْرُ
Allahumma ma asbaha bi min ni’matin Aw bi-ahadin min khalqika fa minka wahdaka la shareeka laka ,Falakal-Hamd, walakash-shukr
--------
۞Sahih Ibn Hibban,868-Hasan۞
۞Shuab-ul-Iman , Al Baihiqi 4053-Sahih۞
۞Al-Sunan Al-Kubra ,An-Nasaii , 9447-Sahih۞
रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया “जो भी मुसलमान या इंसान
(या बंदा) सुबह शाम ये कलिमात कहे
रजितु बिल्लाहि रब्बहु वा बिल इस्लामी दीना
वा बी मुहम्मदिन नबियन”
۞رضيت بالله ربا وبالاسلام دينا وبمحمد صلى الله عليه وسلم نبيا ورسول۞
तो अल्लाह सुब्हानहु क़यामत के दिन उसको जरूर खुश
फरमा देगा।(मैं राज़ी हु अल्लाह के रब होने पर, इस्लाम
के दीन होने पर और मुहम्मद (ﷺ) के नबी होने पर।)
۞सुनन इब्ने माजाह, जिल्द ३, ७५१- हसन
सुनन इब्ने हिब्बान, ८७०-हसन
Har farz namaz ke baad Aayat Al kursi padhne ki fazilat
✦ Abu Umamah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne
farmaya jis shakhs ne har farz namaz ke baad Aayat Al kursi padhi to Jannat aur uske darmiyan maut
ke siwa koi aur cheez rukawat nahi (Yani maut ke baad usko Jannat naseeb hogi)
۞اللَّهُ لاَ إِلَـهَ إِلاَّ هُوَ الْحَيُّ الْقَيُّومُ لاَ تَأْخُذُهُ سِنَةٌ
وَلاَ نَوْمٌ لَّهُ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الْأَرْضِ
مَن ذَا الَّذِي يَشْفَعُ عِندَهُ إِلاَّ بِإِذْنِهِ يَعْلَمُ مَا بَيْنَ
أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ وَلاَ يُحِيطُونَ بِشَيْءٍ مِّنْ
عِلْمِهِ إِلاَّ بِمَا شَاءَ وَسِعَ كُرْسِيُّهُ السَّمَاوَاتِ
وَالْأَرْضَ وَلاَ يَئُودُهُ حِفْظُهُمَا وَهُوَ الْعَلِيُّ الْعَظِيم ۞
1. अल्लाहु ला इलाहा इल्लाहु
2. अल हय्युल कय्यूम
3. ला तअखुज़ुहू सिनतुव वला नौम
4. लहू मा फिस सामावाति वमा फ़िल अर्ज़
5. मन ज़ल लज़ी यश फ़ऊ इन्दहू इल्ला बि इजनिह
6. यअलमु मा बैना अयदी हिम वमा खल्फहुम
7. वला युहीतूना बिशय इम मिन इल्मिही इल्ला बिमा शा..अ
8. वसिअ कुरसिय्यु हुस सामावती वल अर्ज़
9. वला यऊ दुहू हिफ्ज़ुहुमा
10. वहुवल अलिय्युल अज़ीम
۞Al-Silsila-As-Sahiha Hadees – 749-
Gunah maaf
nabi karim sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki 100 SubhanALLAH Wa Bihamdihi padhne wale ka gunah maaf kardiya jata hai chahe wo samundar ke jhag ke barabr kiyo n ho [ sirf sagira gunah kabira gunah sirf sacchi tawuba karne se hota hai ]
سبحان الله و بحمده
SubhanALLAH Wa Bihamdihi
SubhanALLAH Wa Bihamdihi
ALLAH ki zikar ki fazilat
nabi karim sallallahu alaihi wasallam ne farmya ki Qqayamat ke din hamari tumhari ungliya gawahi degi lehaza apni ungliyo par zikar kiya karo
سُبْحَانَ اللَّهِ
الْحَمْدُ لِلَّهِ
لا إله إلا الله
اللَّهُ أَكْبَر
SubhanALLAH ki fazilat
Hadeeso me aata hai ki subhanALLAH 100 martba zikar karne se 1 hazar neki milta hai ,
سُبْحَانَ اللَّهِ
Astagfar ki fazilat
HADEES ;nabi karim sallallahu alaihi wasallam main ALLAH ke baargah me astaghfar karta hu aur uski taraf ruju karta hu din me 70 baar se bhi jiyada
Astaghftrullaahal-lazee laa ilaaha illaa Huwal-Hayyul-Qayyooinu wa atoobn ilayhi”
سْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لَا إِلَهَ إِلَّا هُوَ الْحَيَّ الْقَيُّومَ وَأَتُوبِ إِلَيْه
۞ Bukhari, Vol:8, Book:75, Hadith 319۞
jahnnam se aazadi
Harith bin Muslim Al Tamimi radiallahu talaanhu apne walid se se riwayat karte hai ki nabi karim sallallahu alaihi wasallam ne farmaya:Jab tum Subah ki namaz se farig ho jao to 7 baar ye dua padho
۞اَللَّهُمَّ أَجِرْنِي مِنَ النَّارِ۞
۞(Allahumma ajirni min al-nar)۞
Agar tumne ye Dua padh li aur us din tumhari wafat ho gayee to tumhare liye Jahannam ki aag se aazadi likh di jayegi aur jab magrib ki namaz se farig ho jao tab bhi 7 baar ye hi dua padh liya karo , agar tumne ye dua padh li aur raat mein tumhari wafat ho gayee to tumhare liye jahannam ki aag se aazadi likh di jayegi.
,
۞📕 Al-Mu’jam Al-Kabeer, Tabrani, 16425, Hasan
Nata’ij Al-Afkar, 1/162, Hafiz Ibn hajar -Hasan
Zuban par halke ,par mizan par bhari
سُبحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبحَانَ اللّهِ الْعَظِيم
Subhanallahi wa Bihamdihi,Subhanallahil Azeem
سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ وَ بِحَمْدِهِ
Subhan-Allahil-Azeem wa biHamdihi Kahne ki Fazilat
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs subah ke waqt 100 baar Subhan Allahil Azim Wa Bihamdehi padhega aur usee tarah sham ko bhi ( 100 baar) padhega to uske barabar makhluq mein se kisi ka darja nahi hoga
Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1650-Hasan
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs Subhan Allahil Azim, Wa Bihamdehi kahta hai uske liye Jannat mein khajur ka ek darkht laga diya jata hai
Sahih Ibn Hibban , 834-Hasan
لآ اِلَهَ اِلّا اللّهُ مُحَمَّدٌ رَسُوُل اللّهِ
La-ilaha-illallah-muhammadur-rasulullah"
۞Subah Shaam 10 /10 Martba۞
۞لا اله الا الله وحده لا شريك له، له الملك وله الحمد، وهو على كل شيء قدير۞
la ilaha ila Allah wahdahu la sharika lah, lahu al-mulk wa lahu al-hamd, wa huwa `ala kulli shay’in qadir
[Bukhari, Muslim, Tirmidhi, Nasa’i and Ibn Majah
۞10 musalman gulam aazad karne ka sawab
Umarah bin Shabib As-Sabai radi allahu anhu se farmaya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo shakhs magrib ke baad 10 baar ye padhe
۞لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ۞
۞لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ۞
۞Lā ilāha illallāh, waḥdahu lā sharīka lahu, lahul-mulku wa lahul-ḥamdu, yuḥyi wa yumītu, wa huwa Aalā kulli shai’in qadīr۞
to Allah subhanahu uski hifazat ke liye farishta muqarrar kar denge jo subah tak shaitan se uski hifazat karega, uske liye 10 rahmat ki nekiya likh di jayegi, uske das barbad kar dene wale gunah maaf kar diye jayenge, aur 10 musalman gulam aazad karne ka sawab ata kiya jayega
۞Jamia Tirmizi, Jild 2, 1457-Hasan۞
۞20 Laakh Neki Din me 1 Baar Zarur Padeh۞
La Ilaha Illallahu Wahdahu La Sharika Lahu
Ahadan Samadan Lam Yalid Wa Lam Yulad
Wa Lam Ya Kullahu Kuffuwan Ahadun
✦ Subah ke sare azkars mein se meezan par sabse bhari ۞
✦ Ummul Momineen Juwairiyah Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam subah ko unke pass se nikle , wo apni namaz ki jagah mein subah ki namaz ada kar rahi thi, Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam wapas chasht ke waqt laute to dekha ki wo wahi baithee huyee hai, Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne pucha ki jab se main tumhe chorh kar gaya tha tabse kya tum isee haal mein rahi ? Unhone kaha ji haan.
Aapne farmaya maine tumhare baad chaar kalme 3 baar padhe , agar in kalmo ka wajan kiya jaye un kalmo ke saath jo tumne aaj abhi tak padhe hain to yahi bhari rahnege wo kalimat ye hain
۞سُبْحَانَ اللَّهِ وَبِحَمْدِهِ عَدَدَ خَلْقِهِ وَرِضَا
نَفْسِهِ وَزِنَةَ عَرْشِهِ وَمِدَادَ كَلِمَاتِهِ۞
۞سُبْحَانَ اللَّهِ وَبِحَمْدِهِ عَدَدَ خَلْقِهِ وَرِضَا
نَفْسِهِ وَزِنَةَ عَرْشِهِ وَمِدَادَ كَلِمَاتِهِ۞
Subhan-Allah Wa bihamdihi, 'adada khalqihi, wa rida-a nafsihi,
wa zinatah 'arshihi, wa midada kalimatihi.
۞Sahih Muslim, Jild 6, 6913۞
Subah aur shaam [ fazar / magrib namaz ke baad ]
nabi karim sallallahu alaihi wasallam shakhs ne emaan wa yaqeen ke saath yeh kalimaat kahe aur raat ko faut ho gaya woh jannat mein daakhil hoga. isi tarah woh shakhs bhi jisne subah ke waqt yeh kalimaat kahe.”
اللَّهُمَّ أَنْتَ رَبِّي لا إِلَهَ إِلا أَنْتَ خَلَقْتَنِي وَأَنَا
عَبْدُكَ وَأَنَا عَلَى عَهْدِكَ وَوَعْدِكَمَا اسْتَطَعْتُ
أَعُوذُ بِكَ مِنْ شَرِّ مَا صَنَعْتُ أَبُوءُ لَكَ
بِنِعْمَتِكَ عَلَيَّ وَأَبُوءُ لَكَ بِذَنْبِي فَاغْفِرْ
لِي فَإِنَّهُ لا يَغْفِرُ الذُّنُوبَ إِلا أَنْتَ
Allahumma anta Rabbi la ilaha illa anta, Anta Khalaqtani wa ana abduka, wa ana 'ala ahdika wa wa'dika mastata'tu, A'udhu bika min Sharri ma sana'tu, abu'u Laka bini'matika 'alaiya, wa Abu Laka bidhanbi faghfirli innahu la yaghfiru
adhdhunuba illa anta
subah farz namaz ke baad 4 martba
Allahumma inni asbahtu ushhiduka w ushhidu hamalata arshika w malaikataka w jameea khalqika annaka anta Allau la ilaha illa anta wahdaka la sharika laka w anna Muhammadan abduka w rasuluka
Abu dawood 317/4
JANNAT KA KHAJANA
۞ لا حَوْلَ وَلا قُوَّةَ إِلا بِالله ۞
'La haula wala quwata illa billah'.
Surah Baqarah Ki Fazilat
surah baqarah ki aakhri 2 ayat ki telawat bande ke liye { nafa de ne
Mahfum-e-Hadees: Ek din Jibril Alaihi Salam Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ke paas baithe huye they ki ek bade zor ki aawaz darwaza khulne ki suni aur apna sir uthaya , to jibril alaihi salam ne kaha ki ye ek darwaza hai aasman ka jo aaj khula hai aur us se pahle kabhi nahi khula phir us se ek farishta utra jibril alaihi salam ne kaha ki ye farishta jo zameen par utra hai wo aaj se pahle kabhi nahi utra aur phir usne kaha ki khushkhabri ho aapko do nooro ki jo aapko inayat huye hain aur ye aapki siwa kisi aur nabi ko nahi mile ek Surah Fatiha hai aur dusri Surah Al Baqarah Ki Aakhri Aayatein , aur jo bhi haraf tum usmein se padhoge to uski maangi huyee cheez tumhe jarur milegi
(Sahih Muslim, Jild 2, 1877)
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - Jisne Surah Al-Baqarah ki do aakhri aayatein raat mein parh li wo uskey liye kaafi ho jayegi (aafat se bachney ke liye)
Sahih Bukhari, Vol 6, 5009)
۞بِسۡمِ ٱللهِ ٱلرَّحۡمَـٰنِ ٱلرَّحِيم۞
آمَنَ الرَّسُولُ بِمَا أُنزِلَ إِلَيْهِ مِن رَّبِّهِ وَالْمُؤْمِنُونَ كُلٌّ آمَنَ
بِاللّهِ وَمَلَآئِكَتِهِ وَكُتُبِهِ وَرُسُلِهِ لاَ نُفَرِّقُ بَيْنَ
أَحَدٍ مِّن رُّسُلِهِ وَقَالُواْ سَمِعْنَا
وَأَطَعْنَا غُفْرَانَكَ رَبَّنَا وَإِلَيْكَ الْمَصِيرُ
(وہ) رسول (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) اس پر ایمان لائے (یعنی اس کی تصدیق کی) جو کچھ ان پر ان کے رب کی طرف سے نازل کیا گیا اور اہلِ ایمان نے بھی، سب ہی (دل سے) اللہ پر اور اس کے فرشتوں پر اور اس کی کتابوں پر اور اس کے رسولوں پر ایمان لائے، (نیز کہتے ہیں:) ہم اس کے پیغمبروں میں سے کسی کے درمیان بھی (ایمان لانے میں) فرق نہیں کرتے، اور (اللہ کے حضور) عرض کرتے ہیں: ہم نے (تیرا حکم) سنا اور اطاعت (قبول) کی، اے ہمارے رب! ہم تیری بخشش کے طلب گار ہیں اور (ہم سب کو) تیری ہی طرف لوٹنا ہے
۞285۞
لاَ يُكَلِّفُ اللّهُ نَفْسًا إِلاَّ وُسْعَهَا لَهَا
مَا كَسَبَتْ وَعَلَيْهَا مَا اكْتَسَبَتْ رَبَّنَا
لاَ تُؤَاخِذْنَا إِن نَّسِينَا أَوْ أَخْطَأْنَا
رَبَّنَا وَلاَ تَحْمِلْ عَلَيْنَا إِصْرًا كَمَا حَمَلْتَهُ عَلَى
الَّذِينَ مِن قَبْلِنَا رَبَّنَا وَلاَ تُحَمِّلْنَا مَا لاَ
طَاقَةَ لَنَا بِهِ وَاعْفُ عَنَّا وَاغْفِرْ لَنَا
وَارْحَمْنَآ أَنتَ مَوْلاَنَا فَانصُرْنَا عَلَ
الْقَوْمِ الْكَافِرِينَ
(وہ) رسول (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) اس پر ایمان لائے (یعنی اس کی تصدیق کی) جو کچھ ان پر ان کے رب کی طرف سے نازل کیا گیا اور اہلِ ایمان نے بھی، سب ہی (دل سے) اللہ پر اور اس کے فرشتوں پر اور اس کی کتابوں پر اور اس کے رسولوں پر ایمان لائے، (نیز کہتے ہیں:) ہم اس کے پیغمبروں میں سے کسی کے درمیان بھی (ایمان لانے میں) فرق نہیں کرتے، اور (اللہ کے حضور) عرض کرتے ہیں: ہم نے (تیرا حکم) سنا اور اطاعت (قبول) کی، اے ہمارے رب! ہم تیری بخشش کے طلب گار ہیں اور (ہم سب کو) تیری ہی طرف لوٹنا ہے
۞286۞
Surah Ikhlas) Ki Fazilat
Rasool-Allah (Sal-Allahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - Kya tum mein se koi is baat se thak jata hai ki har raat Ek Teehaii Quran parh le ? Sahaba Radi Allahu Anhu ma ne arz kiya ki Teehaii Quran ( Ek raat mein )
kaisey parh saktey hain ? aap ne farmaya
Qul Huwallahu Ahad ( Surah ikhlas) Ek
teehaii Quran ke barabar hai .
Sahih Muslim, 1886)
۞بِسۡمِ ٱللهِ ٱلرَّحۡمَـٰنِ ٱلرَّحِيم۞
۞ قُلۡ هُوَ اللّٰهُ اَحَدٌۚ اللّٰهُ الصَّمَد لَمۡ يَلِد ۙ وَلَمۡ يُوۡلَد
وَلَمۡ يَكُنۡ لَّهٗ كُفُوًا اَحَد۞
ترجمہ : کہو کہ وہ (ذات پاک جس کا نام) الله (ہے) ایک ہے
معبود برحق جو بےنیاز ہے نہ کسی کا باپ ہے اور نہ کسی کا بیٹا اور کوئی اس کا ہمسر نہیں۞
۞AYATUL-KURSI ki fazilat۞
Hazrat ibne Abbas radiallahu talaanhu ne shaks se farmaya kya mai tum ko aisi hadee thofa maine du jis se tum khush hojao jab nabi karim sallallahu alaihi wasallam wafat Ka Waqt Qareeb Aya, Toh Aap nabi karim sallallahu alaihi wasallam Ne Hazart Izraeel (A.S) Se PoochaKe “Kya Meri Ummat Ko Bhi Mout Ki Itni Takleef Bardasht Karni Pare Gi Tu Hazart Izraeel (A.S) Ne Farmaya JEE,Toh Aap S.A.W Ki Aankh Mubarak SeAansu Jaari Ho Gaye, To ALLAH PAK Ne Farmaya “AE nabi karim sallallahu alaihi wasallam Aap Ki Ummat Agar Har Namaz Ke Foran Baad AYATUL -KURSI Pare GeTu Mout Kay Waqat Uska ek Paoon Duniya Main Hoga Aur ek JANNAT mein
0 Comments