5 Waqat Namaz Padhne Ki Fazilat ,

 Waqat Namaz Padhne Ki Fazilat ,

Abu Hurairah radi Allahu tala anhu Farmate hai ki Sallāllāhu Alayhi Wa Sallam farmate thy ki Agar kisi saksh ke darwaze par nahar zari ho aur wo us me 5/5 dafa nahaye to tumhara kiya guman hai , kiya uske badan par kuch bhi mail baki rah sakta hai,
shaba ne arz kiya ki nahi , ya Rasullullah har giz nahi , aap Sallāllāhu Alayhi Wa Sallam ne farmaya ki yahi 5 waqat ki namazo ka hai , ki ALLAH pak unke jariye se gunaho ko mita deta hai ,

sahi bukhari [ hadees ; 528 ]

Post ko share kare , din ki baate dusre tak pahuchana sadka hai , Aur sadka Aafto se bachati hai ,

Post a Comment

0 Comments