DUDH PITE BACCHE KA PESHAB PAAK HAI YA NAPAK 


baccha ek ghnta ka ho ya ek din ka bacche ka peshab napak hota hai ya jawan ka ya budhe ka pesab peshab hi hota hai aur napak hota hai , is me kuch bhi saq nahi ha




lehaza agr ladke [ dudh pita baccha ] ka pesab hai to sirf pani se chita marne se bhi kaam ban jayega ,lekin agr wo pesab bacchi [ dudh piti ladki ] ka ho to use dhona padega ,

Note agr aap ka baccha peshab kiya aur aap ne use waqat par dhoya nahi aur aap dhona bhul gai ,
namaz ke time par aapko yaad aaya ki bacche ne to peshab kiya hai , magr kis jagah kiya hai malum nahi hai aapko , 

aap bhul gaye hai is surtehaal me behtar tariqa yae ki aap kapdeh change [ badal ] kar ke namaz padeh , 

NOTE agr aap usi me namaz padh leti hai to  apki namaz nahi hogi , kiyo ki namaz ke liye kapdah ka paak hona bhi sart hai ,,