SURAH BAKRAH KI FAZILAT
Hara Abuzer radi allahu tala anhu se rawayt hai k Rasul Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne fermaya: Surah Baqarah khtam ki 2 aayat ALLAH TALA ke us khazane mein se hain jo Aarsh k nichey hai, ALLAH Tallah ne mujay ye 2 aaytey di inhein shikho or apni WORATO ko shikhawo ke ye 2 aayat Rahmat hien,ALLAH se nazdiky or Dua hein.
Hazart Abu Daud radi allahu tala anhuse rawayt hai k Nabi Kareem(Sallallahu Alaihi Wasallam) ne fermaya: jo shakhas Surah Baqrah ki in 2 aakhiri aayat ki tilawat Raat mien kare ga to ye uske liye kafi ho jayegi yani [ raat me jo bhi AAfat ya bimari ya saytano se bacha legi ,
abu huraira radi allahu tala anhu se riwayt hai ki ALLAH ke rasul sallallahu alaihi wasallam ne irshad farmaya ki tum apne gharo ko kabrshtan na banawo bila subah shaitan us ghar se bhagta hai ,jis ghar me surah bakrah padih jati hai ,
[ tirmazi } sahi al zame 2727]
0 Comments