SURAH KAHF KI FAZILAT 


sallallahu alaihi wasallam NE farmaya ki jo aadmi juma ke din surah kahf padehga uske paas ek roshni hogi jo ek juma se dusre juma tak rahegi .

sunan qubra bahqi [ hadees 5856]

sallallahu alaihi wasallam ne irshad farmya ki jo aadmi surah kahf ko telawat karega jis tarah se wo nazil hui thi uske paas qayamat ke din roshni  hogi .,
sunan ubrah bahqi [ hadees 5856]


sallallahu alaihi wasallam ne irshad farmaya ki jo aadmi is surah ki suru ke 10 aayat ko yaad karlega wo dajjal ke fitne se mahfuz rahega ,,

sahi muslim [ hadees 2332]