SURAH WAQIYA KI FAZILAT

SURAH WAQIYA KI FAZILAT 


Ibn Masood's radi Allahu anhu) se irshad hai ki nabi e karim sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki jo aadmi raat ko surah waqiya padeh usko kabih faka nahi hoga aur ibne masood radi Allahu anhu ] apni betiyo ko huqum farmaya karte the har haal me us surat ko padho

ek riwayat me Aaya hai ki jo aadmi surah hadid aur surah rahman padhta hai ,wo jannatul firdosh ke rahne walo me pukara jata hai ,



ek riwayat me hai ki surah waqiya surah gani hai ,isko padho aur apni wolado ko sikhawo ,ek riwayat me hai ki apni bibiyo ko shikhawo ,aur hazrate Hazrat Aisha Razi Allahu tala anha bi usko padhne ki taqid karti hai ,magar bahut past khayal hai , char paisao ke liye padah jaye albatta agar aakhirat ke niyat se padeh to duniya khud ba khud haath jodh kar kadeh hogi ,,

Post a Comment

0 Comments